Main Gantantra Divas mana-ungaa
Papa manaa mat karnaa.
Maanaa bahar thand, bahut hai,
Aur vastra nahin hai unke mairay,
Par laal Qillay tak, jaa-ungaa,
Papa manaa mat karnaa.
Maanaa Nan-neh haat hain mere,
Aur Uncha Aakaash bahut hai,
Par apna Jandha Uncha Fehra-ungaa,
Papa manaa mat karnaa.
Desak chand Aur Vaars, kayi Bhaae,
Tum kehte ho, to maan gayaa main,
Par main Nayaa Gantantra Divas, mana-ungaa,
Papa manaa mat kernaa.
Kab se kaalay baadal saare,
Suraj ko jaa Gheray, to kya,
Band Deepak Jal, jaaga-ungaa,
Papa manaa mat karnaa.
Mat-melaa saa unka pani,
Aur Neelam si, Jinki Dhaara,
Per sungaam ban, Mill jaa-ungaa,
Papa manaa mat karnaa.
Jab bhi dekhu Suood Buood khoo du,
Aisi Sunder meri Bharat Maa,
Main naach naach kar girr, jaa-ungaa,
Papa manaa mat karnaa.
Main Gantantra Divas mana-ungaa,
Papa tum please manaa mat karnaa.
Monday, January 19, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment