Saturday, January 3, 2009

Kisi ka tod ke chal dena dil wafa to nahin

Kisi ka tod ke chal dena dil wafa to nahin
Kisi ko dil mein basa ke rakhna bhi, khata to nahin
Gunaaah ho ye zamane ki nazar mein to kya
Zamaane wale insaan hai, khuda to nahin

No comments: