Muskurakar gam bhulana jindagi hai,
Jeet kar muskuraye to kya muskuraye,
Har kar muskurana jindagi hai
Duniya mai hoti na mohobbat to,
Raab se rusva na koi hota,
Mohobbat mai diye hai jaan jinone,
Sayad duniya mai unn ka bi koi naam hota
Kar Rahin Hoon main Jindagi ka Intezaar,
ki Kabhi Tu bhi Karega intezaar,
Mat Bhul Is Jindagi ka,
Dusra Naam hota hai Sirf Pyaar.
Phool to pal mae Murjha jaate hai,
Pyar karo to karo Kaaton ki taraha,
Jo Chubhne ke baad bi Yaad Aate hain !!
No comments:
Post a Comment