Friday, January 9, 2009

Dard bhari Shayari - Beshak

beshak main deewana tha beshak main awara tha
main tere payar mein khoyasa reheta tha.

tanha jeetethe magar phir bhi,
tasabbur pehlese mera humdum tha.

mushkil kitna dard ka chara ko pana
mariz-e-hijr ko yeh pata nehi tha.

dilki gali min hua jab hadsa,
tab sannate mein mujhe aana hi tha.

tauheen teri zulm tha yah ziyafat,
nadan dilke liye samajhna namumkin tha.

Source : - Arghy

No comments: