Monday, January 5, 2009

khuda ki kabhi zarurat na hoti - Love Shayari on hindi

Agar aansu na hote aankho main to aankhen itni khoobsurat na hoti,
agar dard na hota dil main to khusi ke keemat pata na hoti,
agar bewafai na ki hoti waqt ne to wafa ki kabhi chahhat na hoti,
agar maangne se puri ho jaati muraadein to uss khuda ki kabhi zarurat na hoti..

Ulafat me kabhi yeh haal hota hai ,,,,,
Ankhe hasti hai magar yeh dil rote hai ,,,,,
Jise bhi mante hai hum manzil apni ,,,,,
Humsafar uska koi aur hota hai .....

Hamari yaado me kabhi woh bhi khoye honge ,,,,,
Khuli aanhkho se kabhi woh bhi soye honge ,,,,,
Mana ke hasna adaa hai gum bhulane ki ,,,,,
Magar haste haste kabhi woh bhi roye honge .....

No comments: