Sunday, December 21, 2008

funny Shayari - Kash is eid par main tara bakra hota

Kash is eid par main tara bakra hota

Aur tu ne mujy pyar say pakra hota

Tu apny hathoon say mujy pathay khalati

Tu mujy main main kar kay bulati

Aur sham ko gali main sath ghumati

Sara din main taray sath rahta

Rat ko sardi say akra hota

Kash is eid par main tara bakra hota

Phir eid pr main zibah ho jata

Tari khatar main kat mar jata

Tari muhabbat main kuch assa jakra hota

Kash is eid par main tumhara bakra hota

No comments: