Wednesday, December 17, 2008

Mast shayari On Dosti and pyar

Kajal banke teri aankho mein samane ki tamanna hai,
Dawa banke tere dard mitane ki tamanna hai,
Yun to haasil hai zamane ki har cheez mujhe,
Sirf ek baar tujhe Dulhan ke roop mein paane ki tamanna hai....

Rishton ki ye duniye hai niraali,
Sab riston se pyaari hai dosti tumhaari.
Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree,
Agar aa jaaye muskaan hot pe tumahari.



woh JINDAGI hi kya jisme MOHABBAT nahi,
woh MOHABBAT hi kya jisme YAADEIN nahi,
woh YAADEIN hi kya jisme TUM nahi,
Aur woh TUM hi kya jiske saath HUM nahi.

Mere janaazey ki peechey saara Zamaana nikla,
Magar woh na nikla jiskey liye mera janaaza nikla.

Sapno ki tarha aakar chali gayi
Apno ko bhula kar chali gayi
kis bhool ki saja di
Usne pahele hasaya pir rula kar chali gay


Jab dekha unhone tirchhi nazar se,
toh hum madhosh ho gaye,
Par jab pata chala ki unki nazare hi tirchhi hai,
toh hum behosh ho gaye...


Source : http://www.masalatalk.com/masalaboard/showthread.php?t=135030&highlight=shayari

No comments: