Wednesday, February 18, 2009

Shayari on Ishq

gir gir ke hamme uthane wale, tujhe na chahu to kiya karu
ishar maine ab kar liya hai, tujhse umeede, tujhse pyaar karu

#

teri mohabbat hi ibaddat hai meri, chahat hai teri salamati
barkar karhna umeed meri, tu ishq mera, tu mera junoon hai

#

koi gila na koi shikhwa raha, na jalim yeh zamana, na yaar mere bewafa
chamkeele rang sang laya hai kumar e ishq, yeh mann tujhe duwaye hai de raha

#

teri mobabbat ke jo rang hai, rangde mujhe iskadar
kudh ko bhool jayu main, is duniya se ho jaau bekhabar

#

wada kiya hai, nibhana sanam
kasam tu yuh na, gawana balam

#

Tum jo zindgi mein aaye ho, Aasman ki rangat badal gayi
Ab to tumhe pane ki chah hai, Meri to fitrat badal gayi

#

meri wafa ko naapna na kabhi, mujhe bhapna tum yuh nahi
mohabbat hai yeh meri, chor sipahi ka yeh koi khel nahi

#

umeed to yahi karti hun main, to wafa har pal karega
tut gar jau jar main kabhi to dua tu karega

#

socha na tha yeh din aayega, is awara dil ko tu bha jayega
nachegi dharti amber zhoom uthega, anjaan nagri mein sanam mil jayega

#

Aahista aahista dil mein sama gaye tum
Ishq se ishq karna sikha gaye tum

No comments: