Wednesday, February 18, 2009

Us Paheli ka Jawab

yaad hoga aap ko kuch dino pahele maine ek paheli poochi thi| darsal wo paheli maine paheli baar yoindia pe September 26, 2007, 06:44:00 PM ko poochi thi| kai maze daar jawab bhi mile the mujh| un jawabo ko jaane ki liye aap ko yoindia ke darshan karne padenge lakin un jawabo ke jawab main maine kya jawab diya wo main yaha aap sabhi ke saath baat rahi hun| umeed hai aap ko pasand aayenge| dhanyewaad!!

yoindia pe waqth na jate kidhar chala jata hai
job pe baithi ho to pal pal kaatne ko aata hai
filhal subha subha dil kuch mast sa khane ko chahta hai
suna hai tumhe mast murg gosth banana aata hai
*
likh ke le lo tum mujhse to achha hi pakao gi
khud pe na ho yakeen to ghar chali aao
aaj murg gosth hum banake kerte hai tumpe try
aate saath tum thoda sa leti aana bheja fry
*
mahotharma jawab mein kaheti hai na na aisi koi baat nahi
lakin hamari baat ka inke paas koi tod jawab bhi to nahi

No comments: